Overblog
Follow this blog Administration + Create my blog

Top posts

  • Phir Aaj koi Ghazal tere naam na ho jaye

    03 January 2015 ( #Poetry )

    Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye, Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye, ker raha hon intezar tere izhar-e-mohabbat ka, Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye, ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say, kahin naam tera badnaam na ho...

  • Dasht e ghurbat main muflison ka lahu aam bikta hai

    03 January 2015 ( #Poetry )

    Dasht-e-Ghurbat Mein Muflison Ka Lahu Aam Bikta Hai.. Kisi Ka Jism Bikta Hai Kisi Ka Naam Bikta Hai.. Duniya De Gi Kya Tum Ko Aur Tum Lo Ge Kiya Is Se.. Aa Mera Daman Thaam, K Maikade Mein Jaam Bikta Hai.. Hirs K Bazaron Mein Hawwa Ki Beti Ka Aanchal.....

  • Yeh Qafas hi mujh ko aziz hai

    03 January 2015 ( #Poetry )

    Yeh Qafas hi mujh ko aziz hai Yahan jee toh loon ga qaraar say Mujhe ab chaman mein na lay chalo Main dara hua hoon bahaar say Gham-e-aashiqi say bhi sakht tha Gham-e-zindagi ka muqabila Jo shikast khai toh ro diya Main lipat kar daman-e-yaar say Main...

  • Ahwal e Ghum-e-zat sunane se raha Main

    04 February 2015 ( #Poetry )

    Ahwal-e-Ghum-e-zat sunane se raha Main, Ab khud ko tamasha to banane se raha Main. Har bar Main Tazleel-e-ana kar nahi sakta, Har bar use Ja k manane se raha Main. Ehsan ka mahfom hai ankhen na milana, Ehsan kisi ka b uthane se raha Main. Mumkin hai kisi...

  • Bary Anjan Mosam main Bohat Berang Lamhon main

    04 February 2015 ( #Poetry )

    Bary Anjan Mosam main Bohat Berang Lamhon main Bina Ahat Bina Dastak Bohat Masoom Sa Sapna Utar Aaya hai Ankhon main Bina Sochay Bina Samjhay Kaha ye Dil ne Chupke Say Tum is Nannhay se Sapny ko In Ankhon main Jagha de do Sanson main Mehakne do Hamesha...

  • Zamana dost ho jaye tu bohat mohtat ho jana,

    14 January 2015 ( #Poetry )

    Zamana dost ho jaye tu bohat mohtat ho jana, Kisi ke rang badalney main zara si dair lagti hai, Koi jo khawab dekho tu usey foran bhula dena, Ke neenden toot janay mein zara si dair lagti hai, Kisi ko dukh kabhi dena to itna soch ker dena, Kisi ki aah...

  • Mujh se milty hain to milty hain chura kr """AANKHAIN"""

    14 January 2015 ( #Poetry )

    Mujh se milty hain to milty hain chura kr """AANKHAIN""" Phr wo kis k liey rakhty hain saja kr """AANKHAIN""" Main unhen dekhta rehta hoon jahan tak dekhon Aik wo hain k jo dekhen na utha kr """AANKHAIN""" Us jaga aaj bhi bhetha hoon akela yaro Jis jaga...

  • Barish ki taiz boondo’n nay jab dastak di darwazay per

    15 January 2015 ( #Poetry )

    Barish ki taiz boondo’n nay jab dastak di darwazay per, Mehsoos hua tum aaye ho andaaz tumharay jaisa tha Hawa kay halkay jhonkay ki jab aahat hui khirki per, Mehsoos hua tum aaye ho andaaz tumharay jaisa tha Jab bahish main ek jhonkay nay mera sath diya...

  • Udas Tehreer Parh K Meri, Mere Sanam Muskura Na Dena

    15 January 2015 ( #Poetry )

    Udas Tehreer Parh K Meri, Mere Sanam Muskura Na Dena, Ye Akhri Khat Main Likh Raha Hun, Khayal Karna Jala Na Dena, Guzar Rahi Hai Tumhari Kaise, Bichar K Humse Rula K Humko, Haqeeton Ko Zaroor Likhna, Aana Ki Khatir Chupa Na Dena, Koi Puchay Kidhar Gaya...

  • Kabhi koi 'Rooth jay to Bari Taklif hoti hai

    16 January 2015 ( #Poetry )

    Kabhi koi 'Rooth jay to Bari Taklif hoti hai Sahara Choot jay to bari Taklif hoti hia Bharosy se Muhabbat ki Tagon me Sans Chalti hai Bharosa Toot jay to Bari Taklif hoti hai Kisi k sath Chalne ki na ab Qasmen kabi khana Ye Qasmen toot jay to bari Taklif...

  • Mene Bhi Tuhmat e Takfeer Uthai hui hai

    16 January 2015 ( #Poetry )

    Mene Bhi Tuhmat e Takfeer Uthai hui hai Ek Neki Mery Hissy main bhi ai hui hai Mere Kandho'n pe Dhara hai koi Haara hua Eshq yehi Ghari hai jo Muddat se Uthai hui hai Tum To Aye ho Abhi Dasht e Mahabbat ki Taraf Mene ye Khaak Bohat Pehle Urai hui hai...

  • Nahin darta main kanton se

    16 January 2015 ( #Poetry )

    Nahin darta main kanton se Magr phoolon se drata hon Chubhan dy jaen jo dil ko Main un baton se darta hon Mujhy to nind bhi achi nahin lagti Haqiqat mein dikhaen jo khawab jhooty Ma in un nindon se darta hon Ana ka main nahin qail Muhabbat hai mujhy sab...

  • Mosam-E-Hijar Mein Ye Barish Ka Barasna Kaisa ?

    16 January 2015 ( #Poetry )

    Mosam-E-Hijar Mein Ye Barish Ka Barasna Kaisa, Ek Sehra Se Samandar Ka Guzarna Kaisa? Aaye Mere Dil Na Pareshan Ho Tanha Ho Kar, Wo Tere Sath Chala Kab Tha Bicharna Kaisa? Log Kehte Hain Gulshan Ki Tabahi Dekho, Main To Weeran Sa Jangal Tha Ujarna Kaisa?...

  • Sarapa Ashk Hoon Main Ab Bikhar Jao Tu Behter

    24 January 2015 ( #Poetry )

    Sarapa Ashk Hoon Main Ab Bikhar Jao Tu Behter Hay Jidhar Jatay Hain Ye Baadal Udhar Jao Tu Behter Hay Ye Dil Kehta Hay Teray Shaher Main Kuch Din Thehar Jao Mager Halaat Kehtay Hain Keh Ghar Jao Tu Behter Hay Dilon Main Faraq Aayen Gay Taluq Toot Jayen...

  • Ajab hain uljhane meri ajab tarz-e-zindagi hai

    24 January 2015 ( #Poetry )

    Ajab hain uljhane meri ajab tarz-e-zindagi hai, Kbi gham hai apna saya, kbi be-naam si khushi hai, Kis pe kron bhrosa, Kis se kron me shikwa, Sb naam k hain rishtay, Barf chehron pe jami hai, Chaha to hai sbhi ne, Per apny apny dhang se, Jana nhi kisi...

  • Tum Ab Ke Laut Aao Na Guzarti Shaam Se Pehlay Pehlay

    24 January 2015 ( #Poetry )

    Tum Ab Ke Laut Aao Na Guzarti Shaam Se Pehlay Pehlay,, K Meray Haath Ko Thaam Lo Nikalti Jaan Se Pehlay Pehlay,, Tumhaaray Laut Aane Ki Humain Umeed Hai Jab Se,, Koi Shama Nahi Bujhti Humaari Shaam Se Pehlay Pehlay,, K Ab Tum Laut Aao Na Kahain Phir Dair...

  • Ek bhegi hui si raat mile us raat me tera hath mile

    24 January 2015 ( #Poetry )

    Ek bhegi hui si raat mile us raat me tera hath mile tere lab se tapken jo bonden unhe mere labon ka sath mile kuch tum bi behke behke se kuch mujh pe nasha sa tari ho har pal me chaye madhoshi Ek aisi raat hamari ho phir tum aao meri bahon me main pyar...

  • Mujhe Rona Nahi Awaz Bhi Bhari Nahi Karni

    24 January 2015 ( #Poetry )

    Mujhe Rona Nahi Awaz Bhi Bhari Nahi Karni.... Mohabbat Ki Kahani Me Adakari Nahi Karni...!!! Humara Dil Zara Ukta Gaya Tha Ghar Me Hi Reh Kar.... Yunhi Bazar Aaye Hain, Khareedari Nahi Karni...!!! Tahammul Aye Mohabbat, Hijar Pathreela Elaqa Hai.... Tujhe...

  • Wussat e Dasht e Hijr Dekh K Dar Jata Hon

    24 January 2015 ( #Poetry )

    Wussat-e-Dasht-e-Hijr Dekh K Dar Jata Hon Tujh Say Agy Ka Safar Dekh K Dar Jata Hon Roz Dhalty Howey Suraj Ki Tarha, Sham Gaye Main Bhi ek Dard K Darya Main Utar Jata Hon Wo Bhi Chup Chup Si Kahin Baith K Roti Ho Gi Main Bhi Raton Ko Zara Dair Se Ghar...

  • Koi ham nafas nahi hai koi

    26 January 2015 ( #Poetry )

    .Koi ham nafas nahi hai koi razadan nahi hai Faqat ik dil tha apana so wo meharaban nahi hai Kisi aur gam may itani khalish e nihan nahi hai Gam e dil mera rafiqo gam e rayegan nahi hai Meri ruh ki haqiqat mere ansuon se pucho Mera majalisi tabassum mera...

  • Uljhe bujhe se ajeeb din hain , khuwab ha na khayal koi

    26 January 2015 ( #Poetry )

    Uljhe bujhe se ajeeb din hain , khuwab ha na khayal koi na manzaron me koi kashish ha, na mousamon me jamaal koi hum ek dooje ko apni apni adhoori aankho se dekhte hain hamari barsoo ki chahaton pe utar raha ha zawaal koi jo hansna chahain to askh niklen,...

  • Chahaton K Silsily Or Bekhudi Zara Zara

    26 January 2015 ( #Poetry )

    Chahaton K Silsily Or Bekhudi Zara Zara. Wo Mukhtasar Si Khahishen Or Ashqi Zara Zara. Ye Doriyan Nazdikian Sab Kehny Sun'ny Ki Bat Hy. Hen Lafzon Me B Fasly Or Bandgi Zara Zara. Kis Ada Se Mang Lon K Mil Jaye To Mujhy. Ek Dua Muntazr-e-Lab Or Ajzi Zara...

  • JAD RAAT NU SARE SONDE NE

    26 January 2015 ( #Poetry )

    JAD RAAT NU SARE SONDE NE DO NAIN NIMANE RONDE NE KOI MILDI RAH NAI NIKLAN NU GHUM CHAR CHAFAREY BHONDEY NE MENU SAMJH K PAGAL VEKHEN LAYE KAE LOKI AN KHALONDY NE JEHRE PAYAR KISE NAL KAR DE NE OH HANJUAN DA HAR PARONDEY NE JAD MUK JAN ATHROO AKHIYAN...

  • Labon Pe Harf na koi Sawal rakhta tha

    26 January 2015 ( #Poetry )

    Labon Pe Harf na koi Sawal rakhta tha. Kabi Jazbat mei itna kamal rakhta tha. Khabar kahan Thi Muje he Wo bhol Jaye ga. Aik aik chez jo Meri sambhal Rkhta tha. Bichartay Wqt bazaahir to kuch na bola tha. Magar nigah mai so so sawal rakhta tha. Wo Muskura...

  • December Tum Na Jao Na

    30 January 2015 ( #Poetry )

    December Tum Na Jao Na... Abhi Lamhe Nahi Bikhrey, Abhi Mosam Nahi Bichrey, Mere Kamrey Ki Thandak Me, Abhi Kuch Dhoop Baqi Hai, Meri Diary K Kuch Safhe, Abhi Kuch Keh Nahi Paye, Mere Angan K Sab Podey, Abhi B Gungunatey Hen, Mere Bejaan Honton Pr, Abhi...

1 2 3 4 5 > >>